HP (D7580-60003) Motherboard Logo

Related Topics:

Posted on Jan 19, 2009

Sound install nahi hai kaise hoga by free cost

×

1 Answer

Anonymous

Level 1:

An expert who has achieved level 1.

  • Contributor 2 Answers
  • Posted on Apr 03, 2009
Anonymous
Contributor
Level 1:

An expert who has achieved level 1.

Joined: Apr 03, 2009
Answers
2
Questions
1
Helped
176
Points
2

Yar apne mother board ki site se driver download kar lo.
ya kisi dost se CD mang lo.

Add Your Answer

×

Uploading: 0%

my-video-file.mp4

Complete. Click "Add" to insert your video. Add

×

Loading...
Loading...

Related Questions:

0helpful
2answers

Fouling number 2&3plugs

Android Mobile Me Multiple Screen Kaise Use Kare Multitasking in Hindi. Hello Friends aaj me aapko bahut hi useful mobile application ke bare me bataunga jis ki madat se aap apne mobile me ek hi samay me kai sari apps ko chala sakte hai or dono ka maja ek sath le sakte hai ya or bhimutiple apps ko use kar sakte haiek sath . Jaise agar aap Facebook chala rahe hai to uske sath sath floating windows me YouTube video dekhe sakte hai ya or bhi kai app ko aaram se chala sakte hai (Multitasking).
Apne Computer ka use kiya ho to aapko pata hi hoga ki, computer me hummultiple windowska use karte hai or hum kai sari software or kaam ek sath kar sakte hai . Par multi windows or multi floating windows ka option android mobile me nahi hota hai par aaj me jis mobile application ke bare me bataunga uska istemaal kar ke aap aaram se apne mobile me multiple screen or floating windows ko open kar payenge or kai sari mobile app ko ek sath use kar ke maja le sakte hai . ye bahut hi small App hai to chaliye jante hai kiAndroid Mobile Me Multiple Screen Kaise Use Kare Multitasking .
Android Mobile Me Multiple Screen Kaise Use Kare Multitasking in Hindi
Sabse pahle aap apne apne android mobile me google play store ko open kare . Google play store ko open karne ke baad google play store ke search box me type kare "Floating apps free - multitask" or fir search kare or file jo resule aaye usme se Floating apps free - multitaskpar click kare . niche image dekhe.
Android Mobile Me Multiple Screen Kaise Kare Multitasking in Hindi
agar aapko ye aap ko search karne me problem ho rahi hai to aap yaha par click kar ke bhi us aap ke page me ja sakte hai .click kare : Floating apps free - multitask
Ab Floating apps free - multitask ke page me chale jayenge or yaha par jane ke baad aapINSTALLki button par click kar ke is application ko apne mobile instaal kar le .
Android Mobile Me Multiple Screen Kaise Kare Multitasking in Hindi, Android Apps Ko Multiple Windows Me Kaise Open Kare
Install karne ke baad isko open kare . Jaise hi aap isko open karenge aapke samne welcome screen aayegi , sab welcome secrren ko skip karte jaye abhi yaha par 6 welcome screen hai to hum sabkoskipkar denge, skip karne ke liye >> ke icon par click kare (niche image dekhe) or fir end meclosepar click kar de , ap hameri app puri trah se open ho jayegi .
Android Mobile Me Multiple Screen Kaise Kare Multitasking in Hindi , Multi Windows
Ab Floating Apps open ho jayegi yaha par hame kai sari settings or name likhe huve dekhenge . yaha parApplicationpar click kar ke .
Android Mobile Me Multiple Screen Kaise Kare Multitasking in Hindi
Applicationpar click karte hi hamare samne niche di hui image jaisi screen aayegi . yaha par kai sari apps di honi , ye vo applications hai jin ko aap floating window me open kar ke use kar sakte hai . jaise Facebook, YouTube, Image viewer, music player, video player etc .. bahut sari aaps hai . To me abhi yaha parBrowserpar click karrunga kuki me Browser ko floating window me open karna chahta hu .
Android Mobile Me Multiple Screen Kaise Kare Multitasking in Hindi , Multiple Screen On Android Mobile in Hindi
Jaise hi humBrowserpar click karenge vaise hi , Browser ek floating window me open ho jayega . niche image dekhe , is floating window ko aap drag kar ke kahi par bhi set kar sakte hai or background me kuch bhi kaam kar sakte hai or sath hi aap Browser me me kuch bhi kam kar sakte hai .Jitni chahe utni floating window open kar sakte hai.
Android Mobile Me Multiple Screen Kaise Kare Multitasking in Hindi
1.Yaha par jo tin lines hai us par click kar ke aapFloating Browser ki or bhi settings ko access kar sakte hai. uper image me point 1 dekhe .
2.Yaha par click kar ke aap apnefloating window ko minimize kar sakte hai.
3.Yaha par click or drag kar ke floating windows ka size kam ya jyada kar sakte hai.
To is Tareh se aap apnemobile me multiple screenko open kar sate hai ya yu kahe ki aap bade aaram semutiple windowsme alag alag apps ko open kar ke unsabka maja ek sath le sakte hai (multitasking) or kaam kar sakte hai .
Umid hai ki aapko hamari ye post Android Mobile Me Multiple Screen Kaise Use Kare Multitasking in Hindiaapko pasend aai hogi , agar isko karne me koi problem aati hai to aap hame comment kar ke jarur bataye , hum aapki help karenge or sath hi sath is post ko apne friends me share karne na bhule , jisse unko bhi iske bare me pata chale .
Video Tutorial :
Niche Diye daye video me aap janege ki kaise aap apne mobile me multiple apps ko ek sath use kar sakte hai or sabko ek sath dekhe sakte hai or apne phone ko Multitasking bana sakte hai ( Multiple Screen On Android Mobile ) umid hai ki video aapko pasand aayega .
Agar aap is tarah ke or Hindi tutorial ko dekhna chahte hai to yahaclick kare: Hindi Video
Agar aapko ye video pasand aaya ho to hindi ke YouTube chennal ko subscribe jarur kare . Subscribe karen ke liye yahaclick kare: Subscribe
Agar aap yaha par apna video chahte hai to Contact Us.
Go to top
Android Mobile Me Multiple Screen Kaise Kare Multitasking in Hindi,Android Mobile Me Kai Sari Apps Ek Sath Kaise Use Kare,Apne Android Mobile Ko Multitasking Kaise Banaye,Multiple Screen On Android Mobile in Hindi
0helpful
1answer

My ex said “be careful she might fall in love with you” what should I do plz help

Ek Computer me Dual/multi windows kaise install kare?
Naskar Dosto, Aapne kabhi yeh to socha hi hoga ki kya hum apne computer me 2 ya 2 se jyada windows ek sath chala sakte hai kya vo bhi ek hi computer me to aap sahi soch rahe hai balki aap ek computer me 2 kya 2 se jyada windows bhi install kar sakte hai yani ke ek sath apne computer windows 7 aur windows 8 ek sath install kar sakte hai aur unhe use kar sakte hai. Jis tarah Sabhi logo ki pasand Ek na ho kar alag-alag hoti hai oosi tarah user ka Windows version ko lekar bhi sabhi ki choice different hoti hai.
Aaj hum janenege ki apne computer me Ek sath two windows kaise use kare ya phir esa kahe ki Ek computer me windows8 O.S. aur windows10 O.S. dono ek sath me kaise install kare English me iseDual Windows bootkahte hai. Aapne abhi tak ek computer me ek windows to chala hi hoga par kya kabhi Aapne ek sath me ek computer me 2 O.S. ek sath chalaya hai aur kya aap janna chahte hai yeh kaise karte hai to yeh post padhte rahiye hum mai es post me bataunge ki kaise apne computer mewindows7 and windows 8 ek sath installed rakheaur use kare par ek computer me 2 ya 2+ se jyada windows install karne ke pahle kuch chije bata dena chahunga jise aap dhayan se padh aur samajh lijiye.
2 Windows (Multi windows boot) install karne ke pahle kuch jaruri baate
Dosto computer 2 windows ek sath chalane ke liye compute 2 se jyad Local Drive partation hona chahiye yani ki hdd to ek hi par uske internal partition jyada hona chahiye aur sabhi ki size 10Gb se jyda hona chahiye kyonki Local drive C me to main windows rahega aur baki bache two drive jisme se ek drive me new windows install kiya jayega aur 3 rd drive me data backup ya save karne ke liye alag se drive hona chahiye agar computer me extra drive na ho to comuter me new drive partition kaise banaye padhe. Aap computer me jitne windows install karna chahte hai utne new drive partition create kare aur ek drive data bachup ke liye jarur rakhe.
*. Computer Antivirus kaise install kare
*. Android app kaise chalayae
*. new drive partition kaise banaye
Windows installkarne ke pahle yeh jarur pata kar lijiye ki jo dusri ya new windows aap computer me install karne ja rahe ho oose apka computer system support karta ho aur sath hi computer Ram and processor windows ke compatible ho jisse oose operate karne me koi problem na aaye kyonki windows ka installation to kisi bhi tarah ho jata hai par baad me oose load hone me dikkata aati hai jisse na to aap oose use kar payenge aur apna time waste karenge.
Multi Windows install karne ke pahle apne computer data, file and folder ka backup jarur bana lijiye.
Jis kisi bhi Windows ko install karna chahte hai uske windows insallation ki disk ya bootable pandrive hona jaruri hai agar aap windows 10 install karna chahte hai to uski aur windows 7 install karna chahte hai to uski alga se disk hona chahiye.
Computer me 2 windows ek sath kaise install kare ya Computer me windows 7 and windows 8 ek sath kaise install kare?
Step1:CD-Dvd drive me windows installation disk lagaye aur phirF12press kar boot settings me jaye aurFirst drive me Cd-dvdselect kare aur F10 press kar oose save kar dijiye phir computer/laptop restart hoga tab Press any key line ka wait kare aur jese hi yeh line dikhe Enter ya koi ek key dabye aur windows setup me enter kare.
Step2:Setup start hote hi aapkolanguage selectkarna padega tab language select kare aur next par click kare.
Step3:Language select karne ke baadInstall nowpar ko select kare.
*. Whatsapp web kaise chalaye
*. Video convert kasie kare
Step4:ab aapko apne system ke processor, Ram ke hisab se 32/64 Bit select karna hai short me kahe to agar aapke system me 1 Gb-2Gb Ram hai to 32 bit and 2 Gb se jyada hai to 64 bit select kare aur next kare phirlicense agreement acceptkare.
Step5:Ab aapko two option show honge tab customize select kare aur next kare, Yaha dhyan dijiye Which drive to format me Aapko yaha Local drive C ko chhod kar dusra drive (D, E) select karna hai aur dhyan rahe ki aapko vo drive galti se bhi na select kare jisme aapne backup rakha ho en dono drive ke atirikt koi sa bhi drive select kare phirpahle formatandnextkare.
Step6:ab new windows installation ki process start ho gayi hai ab kuch hi der me aapke system me new windows install ho jayega oose setup kare.
Ab aapke computer system me 2 windows install ho chuki hai ab jab kabhi bhi computer on hoga to puchega ki which windows version you want to operate tab vo windows select kare jise aap use karna chahte hai.
2 windows me se kisi ek windows ko Default kaise set kare?
Vese to jab hum system on karte hai tab 2 windows me se jo windows use karna chahte hai vo select kar lete hai par agar hum chahe ki hume only windows 7/8 hi boot karna hai to hum esa bhi kar sakte hai iske liye aapko configuration me kuch changes karna padega.
Step1:Ise karne ke liye windows key +R press kare usmemsconfigtype kare.
Step2:msconfig command sesystem configurationopen ho jayega usem Boot vali tab me jaaye tab aapke computer me jitni windows install hai uski list show hogi tab yaha par vah windowsOS selectkare jise aap fix karna chahte hai aur phirset as default presskar dijiye.
Multi windows delete/Uninstall kaise kare?
Multi windows me se kisi ek windows ko uninstall/delete karna bahut hi aasan hi iske liye windows installation ki 4 steps tak esa hi karna hai aur phir 5 step me aapko vo drive select karna hai jis me windows install hai aur jise aap uninstall karna chahte hai phir format par click kare aur setup exit kar dijiye. Ab computer me only ek windows rah jayegi jise aap rakhna chahte hai ab vahi windows OS hi load hoga.
May 02, 2018 • Cameras
0helpful
1answer

How do i get my dishwasher off the intensive cycle its stuck on.

Android Phone Se Computer Me Windows Kaise Install Kare
Android Phone Se Computer Me Windows Kaise Install Kare
helpgyan
Aaj ki is article me hum aapko batane wale hai kiandroid phone se computer me windows kaise install kare.Agar aapke paas computer ya laptop hai to aap apne PC ko apne android mobile se format kar sakte hai.Aaj hum aapko yahi batane ja rahe hai ki computer me android phone se windows kaise install karte hai.Jab hamare computer ya laptop me kisi bhi tarah ka problerm aa jata hai,to hum apne computer me new windows install karte hai,jiske liye hamare paas bootable CD / DVD ya pendrive hona jaruri hai.Agar aapke paas ye sabhi item nahi hai to bhi aap apne PC me windows install kar sakte hai.To chaliye dekhte hai ki android mobile ko bootable banakar windows kaise install kare.
Android phone ko bootable USB bankar windows kaise install kare.Mai aapko is trick ki jankari isliye de raha hu agar aapke paas pendrive nahi hai to aap apne phone se computer me windows install kar payenge.Ya agar aapke paas pendrive hai to aap apne pendrive ko bootable banakar windows install kar sakte hai.Abhi tak aap logo ne CD ya pendrive ki help se windows install ki hogi.Lekin mai aapkoandroidphone se windows install karne ka tarika bataunga.Aaj kal cd dvd ka isteaml bahut hji kam log karte hai aur agar aapke paas pendrive bhi nahi hai to aap apne smartphone ko bootable bana sakte hai,aur apne bootable android phone se windowes install kar sakte hai.Lekin iske liye aapke paascomputrerlaptop ke sath sath ek android phone hona jaruri hai.Tabhi aap apne phone ki help se computer me windows install kar payenge.Waise bhi aaj kal lagbhag har aadmi ke paas android phone hota hai.So aap us android phone ko bootable bana sakte hai aur apne computer par windows install kar sakte hai.To chaliye jante hai ki android phone ko bootable kaise banaye.
* Windows Ki File Ko ISO File Me Kaise Change Kare
* Android Mobile ( Phone ) Ko Root Kaise Kare
Android mobile ko bootable karke PC format kaise kare.Agar aap apne android phone ko bootable banakar apne PC ko format karna chahte hai,to aapko apne smartphone aur computer me kuchh apps and tools install karna hoga.Agar aap inme se koi bhi tools and app ko miss karte hai to aap apne phone ko bootable nahi bana sakte hai.Agar aapne apne phone ko bootable bana bhi liya to work nahi karega.So dhyan rahe ki smartphone bootable karne ke sabhi step ko sahi se follow kare.To chaliye ab dekhte hai
Bootable Android Phone Banane Ke Requirements?
Bootable android phone banane ke liye aapke paas kya kya hona jaruri hai.Mai bata raha hu aap in item ke bina apne phone ko bootable nahi bana sakte hai.So aap in sabhi item ka use kare.
1. Aapke computer me rufus software install hona chahiye.
2. Aapke android phone me drive droid app install hona chahiye.
3. Ek best quality ka USB cable hona jaruri hai.
4. Aapke android mobile minimum 4GB space hona jaruri hai.
5. Aapka android phone rooted hona chahiye.
Android Phone Ko Bootable Banakar Computer Me Windows Install Kaise Kare
Agar aap upar bataye huye sabhi requrements ko fill karte hai to aap apne phone ko bootable bana sakte hai.Mai aapko yaha kuchh tips de raha hu jiski help se aap bahut hi simple tarike se bootable android phone bana sakte hai.So apne mobile phone ko bootable banane ke liye aap hamari kuchh step ko follow kare.
1. Sabse pahle aap drivedroid app ko download or install kare aur phir open kare.
2. Open karte hi ek popup box open hoga jisme likha hoga drive droid would like to get root access aap yaha par allow button par click kar de.
3. Phir ek new page open hoga yaha aap sabse niche + ke symbol par click kare.
4. Ab aap create blank image... par click kare.
5. Phir aap windows ISO file ka name aur size dale aur phir partition table ( mbr ) par click kare.
6. Jab aapke windows ka ISO file ban jaye to aap choose an usb system par click karke apne android phone ko apne PC se connect kare.
7. Phir aap drive droid app ke home page par jakar Iso image ko select kare jise aapne create kiya tha.Aur phir aap USB option par click kare.
8. Ab aap rufus software ko download karke apne computer par install kare aur open kare.
9. Phir aap sabse upar drive ke niche apne android phone ka drive select kare aur phir aap cd ke icon or iso image par click karke iso select kare.
10. Ab aap start button par click kare phir aapke android phone bootable procces sytart ho jayega.
11. Jab ye procces complete ho jaye to aap apne smartphone se kisi bhi computer ya laptop me OS install kar sakte hai.
To kuchh is tarah se aap apne android phone bootable kar sakte hai.Agar aapne in sabhi styep me se kisi bhi step ko miss kiya to aapka smartphone bootable nahi ban payega aur aap apne computer me OS install nahi kar payenge.So jinko OS or iso or bootable karne ka knowlege ho wo bahut asani se kar sakta hai.
May 02, 2018 • Dishwashers
0helpful
1answer

Classic 2258 drivers

Sorry - I do not understand Maori. Please ask the question in English. [French or Spanish would do!)
1helpful
1answer

Hiiiiiiiiiii mere htc phone se photes transfer nahi ho rahe hai memory crad me

ager wo photos copy right wale hai to transfer nahi honge. Ager aapne wo photo camere se khiche hai aur tab memory card me transfer nahi ho rahe tab wo problem hai. other than photo kuch aur transfer ker ke dekho memory card me. ager other than photos kuch transfer ho pa raha hai to problem software ki hai ager nahi to memory card change karna hoga.
2helpful
1answer

Muje lock kaise lagana h

sir mena phone lock reset kar hai to kaise hoga mere mobile model no s3500 hai mein pone lock lagey tha ma bhool jeya hoo
to ma isha kise open karu
0helpful
1answer

Mere pass lenovo g460 laptop hai. lekin usme sound nahi hai. OS hai xp. processor i3? sound lane ke liye kya karna hoga?

Please check the Volume levels if they are not muted. Check device manager and check if the drivers are installed and there is no error over there .
Please specify more?
1helpful
1answer

MERE YAHOO MAIL ID ME SING OUT OPTION NAHI AA RAHA HAI....

Click Tools, then click Internet Options. At the top click content, go to auto complete and click settings then forms. Click Apply and Ok

you will find the tool option on the top near <<<file, edit view>>>>
Apr 28, 2010 • Yahoo Mail
1helpful
1answer

Spiderman 2.55 se china phone start hoga kya jo switch off ho gaya hai...plz guide me mera china phone off ho gaya on nahi ho raha hai.

teri phone me IMEI number hai kya ?
sare phone jo China se hai aur jin me IMEI number nahi hai vo sab mobile network se nikaal diya gaye hain Dec 1 tarik se...
Not finding what you are looking for?

102 views

Ask a Question

Usually answered in minutes!

Top HP Computers & Internet Experts

Grand Canyon Tech
Grand Canyon Tech

Level 3 Expert

3867 Answers

Brad Brown

Level 3 Expert

19187 Answers

Cindy Wells

Level 3 Expert

6688 Answers

Are you a HP Computer and Internet Expert? Answer questions, earn points and help others

Answer questions

Manuals & User Guides

Loading...